❤ Quran ke surato ke fazilat / Benifits of riciting Quran surah
surato ke fazilat |
1. Jab aap bistar par pahalu rakhe aur "Surah Fathia" aur "surah iqlas" pade to mout ke alawa sare chijo se bekouf ho jayega
2. Aital kursi pada karo, Aital kursi padne walo ke liye allah taala ke janib se raat bhar ek mahafiz farishta muqarar rahega.
3. Hajrat Ibne masoos razi allh anhu se rivayat haim ke rasool swallallahu alaivasallam irshad farmaye, surah baqarah ke aakhari do aayate (amanar-rasool) se katme tak padta hai to wo do aayate uske liye kaafi hai, yani wo har shar aur makar se mahfooz rahega.
4. Ek hadees me ye aaya hai ke surah baqarah ki aakhari 2 ayate jis ghar me pada jata hai, us gharme 3 din tak shaitaan us ghar ke kareeb nahi aayega.
5. Hazrat Usman (R.A) farmate hai ke, jo shaqs sure aale Imaran ke aakhari 11 aayate "Inni fi khalfis-samavati" se akhari katme tak kisi raat ko padle to use raat bhar namaz padne ki sawab milti hai.
6. Jo shaqs sure sajda aur surah mulk ko magreeb aur Isha ke darmiiyaan padega use lailatul kadr me kayam kiya.

7. Ek rivayat me ye hai ke jo shaqs sure sajda aur sure mulk dono surato ko pada to uske liye 70 nekiya likhi jaati hai aur 70 burayiya mitayi jaati hai.
8. Ek rivayat me hai ke jo shaqs surah yaseen ko sirf Allah ki Raza ke kiye pade to us ke pehle sab gunah maaf ho jaate hai.
9. Surah mujjammil ka ek martaba roozana Isha k namaz bad padna faakee ke bafjale taala mahfooz rakhta hai.
10. Asar namaz bad surah An-naba ka padna, deen me yakeen aur nure Imaan paida karta hai. aur Insha allah katma bilkhair hone ka sawab bi millta hai.
11. "Surah kahf" ka jummah ka din padna jameen va aasmaan tak noor paida karta hai, aur 8 din tak Noor barabar kayam rahta hai, fir use padnewalo ko b Noor kabra me aur kabra ke baad qayamat me diya jayega.
12. jo shaqs shabe jummah ko "sure Dukhan" padi uske liye 70,000 farishte astagfar karte hai. aur uske tamaam gunah maaf kardiya jata hai aur allah uske liye jannat me ghar banayenge.
Islam
5 kalimaas of islam
Surah al-imran last 10 verses
Surah al-baqarah last 3 verses
Surah al baqarah last 2 verses
last 10 surah of Quran
Surah al baqarah fazilat
Surah after salah/namaz
Surah mulk
Dua in daily life
Comments
Post a Comment