5 kalimas of islam
- Kalimaye taiyyaba
- Kalimaye shahadat
- Kalimaye tamjeed
- Kalimaye tohid
- Kalimaye radde kufr
1. Kalima Taiyyaba:
Laa ilaaha illallah mohammadur rasool-lullah. swallallahu taala alaihi vassalam.
Tarjuma: Allah ke siva koi maabud nahi, mohammed sallallahu tala alaihi vassalam uske rasool hai.
2. Kalimaye shahadat:
Asha-hadu allah ilaha illallahu va-ashadu anna mohammeddan abduhu va-rasool hu.
Tarjuma: Me gavayi deti hu ke allah ke siva kooi maabud nahi, aur me gavayi deti hu ke mohammed sallallahu alaihivassam uske bande aur uske rasool hai.
3. Kalimaye Tamjid:
Subhahanallahi valahamdulillahi vala ilaha illallahu vallahu akabar. vala houla vala kuvvat hillah billah hil aliyul azeem.
Tarjuma: Allah paak hai, aur tamam tareefe allah hi ke liye hain, Allah ke siwa koi maabud nahi, aur Allah sabse bada hai, aur gunaon se bachne ke taqat aur neek kaam karne ki quvat sirf alah hi ke taraf se hai. wo aalishan aur azmat waala hai.
Laa-ilaha-illallahu vahadahu laa shareeka lahu lahul mulku valhul hamdu yuhi va-yumitu biyadihil khair. va-hu-va ala kulli shai-in kadeer.
Tarjuma: ALLAH taaala ke siwa koi maabud nahi, wo akela hai uska koi shareek nahi. usike liye tamaam tarife hai, vahi zinda karte hai, vahi marte hai. tamaam balahi aur khair usike haat me hai.
5. Kalimaye radde kufr:
Allahumma Inni aauzubika min an-ushri ka-bi-ka shai av-va-ana aalamu bihi va-astagfiruka-lima laa aalamu bihi tubdu anhu va tabar-atu minal kufri val ma-aasi kulliha aslamtu va amntu va akulu laa ilaaha illallahlu muhammadur rasoolu-allah.
Tarujuma:
Aye Allah beshaq me teri panah mangta hu is eke main jante huve kisi chijko tera sharik banau aur kakshsis mangata hu tuje uski jisko me nahi janta aur maine use touba ki aur me bezar hua kufr se aur shirk se aur juth se aur gibt se aur bid’atse aur chgliyo se aur behaaiyo se aur bohtanse aur tamaam gunahon se aur islam laya me aur iman laya me aur main kehta hu ke allah ke sivva koi mabood nahi aur mohammed sallallahu alaihi wassallam allah ke rasool hain.
Comments
Post a Comment