Skip to main content

Posts

Showing posts with the label surah fazilat

surto ki fazilat -Quran surah and their benifits

❤ Quran ke surato ke fazilat / Benifits of riciting Quran surah surato ke fazilat    1. Jab aap bistar par pahalu rakhe aur " Surah Fathia " aur " surah iqlas " pade to mout ke alawa sare chijo se bekouf ho jayega  2. Aital kursi pada karo, Aital kursi padne walo ke liye allah taala ke janib se raat bhar ek mahafiz farishta muqarar rahega.  3. Hajrat Ibne masoos razi allh anhu se rivayat haim ke rasool swallallahu alaivasallam irshad farmaye, surah baqarah ke aakhari do aayate (amanar-rasool) se katme tak padta hai to wo do aayate uske liye kaafi hai, yani wo har shar aur makar se mahfooz rahega.  4. Ek hadees me ye aaya hai ke surah baqarah ki aakhari 2 ayate jis ghar me pada jata hai, us gharme 3 din tak shaitaan us ghar ke kareeb nahi aayega.  5. Hazrat Usman (R.A) farmate hai ke, jo shaqs sure aale Imaran ke aakhari 11 aayate "Inni fi khalfis-samavati" se akhari katme tak kisi raat ko padle to use raat bhar namaz padne ki sawab milti hai.  6. Jo sha