Skip to main content

Posts

Showing posts with the label pragnent women

Pragnent women in islam

Pragnent women (Hamila aurat)  Hamila aurat ka ajr aur sawab in hindi.   1.Agar aurat bacche ki rone ke wajah se soo naa sake to usko 70 Gulam aazad karneki sawab milta hai. 2. Bachho wali aurat ki 2rakat nafeel namaz, baigair bachho wali aurat ki 82 saal Ibadat se afzal hai. 3. Jo aurat bacche ko dudh pilaye, uski har gut ke badle ek neeki milti hai. 4. Ek haamila(pragnent) aurat ki 2 rakat namaz, baigair haamila aurat ki 80 rakaato se behtar aur afzal hoti hai. 5. Hamila aurat ki raat Ibadat me aur din roze me likha jata hai. 6. Aurat to ek baccha paida ho jaye, uske liye 70 saal ki namaz aur roza ke sawab likha jata hai. 7. Bachha paida hone me aurat jo taqleef bardash karti hai aur uski har dard me uski har ek aah me ek ek hajj ka sawab likha jata hai. 8. Jab baccha paida hone me aurat 40 din ke andar aurat ki inteqaal ho jaye to usko shahadat ka darja diya jaata hai. 9. Agar raat ko bachha roye, to maa baigair baddua diye usko dudh pilaye to usko shaheed ke barabar sawab ...