Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Hadith

Benefits of eating dates in islam

What does Quran and hadith says about dates? Dates There are many fruits mentioned in Quran, Dates and Date-palm mentioned in Quran for 22 times, which is more than any others fruit trees.      Prophet Mohammad (be peace upon him)  says, " Indeed in Dates there is a cure ". And also mentioned " One who will take Ajwa dates in the morning, will not be effected by the poison and magic" . And also said, " Break your fast by dates as it is purifying ".       In Islam also mentioned date fruits for a pregnant women. For a pregnant women the best food is date-fruit, specially when she is giving birth. Why Muslim prefer dates on Ramdan?      In the month of Ramdan dates are common fruits or ingredient, which we people have at iftar and also in sehri.      Having  dates In iftar is very good for a body because having dates after long gap of fasting will increase the glucose level in the body which glucose level in body will return to the normal. And also dates are

40 hadees

❤ Huzoor Akdas swallallahu alaihi vassalam ne irshad farmaya ummmat ki chalis hadees yad karne vala meri shifat ka hakdar hoga. Subhah ka vaqt ka sona rizq ko rok deta hai. Baat karnese pehle salam karo. Paaki Iman ka hissa hai. Vaju namaz ki kunji hai Namaz deen ka sunnat hai Dua Ibadat ki magj hai Quran ka tilavat karna behtareen ibadat hai Roti ki Izzat karo Bajar me khana halke pan ki nishani hai Paani dekhakar piya karo Ilme deen hasil karna har mard aur aurat par farz hai Haya iman ka Juz hai Saaf sutara raho, kyun ki Islam saaf sutara majhab hai Maa ke kadmo me Jannat hai Paap jannat ka darwajo me se bich ka darwaja hai Chacha ka martaba baap ke barabar hai, Khala ka martaba maa ke barabar hai Padosi ka bi haq hai. Jo bado ki Izzat nai karta wo ham me se nahi hai. Ek musalman dusare musalmaan ka bhai hai. Achhi baat karna neeki hai Jisne badjubani ki usne julm kiya Kush kalki aada deen hai Jo raham nahi karta, uspe raham nahi kiya jaata Maap karna badi doulat hai Jo gurur karta

surah baqarah last 2 verses

  Surah baqarah last 2 verses surah baqar last two verses   Amanarasoolu bimaa un'jil ilaihi min'rabbihi val-muminoon. Kullun aaman billahi va-malaaaayikatihii va-kutubihee va-rasookihi la-nufafarriku baina ahadim mir-rasoolih va-kaalu sami'na va-at'ana gufaranaka rabbanaa va ilaikal maseer.      Laa yuka-llifullahu nafasan illa us'aha laha maa kasabat va alaikha maktasabat rabbanaa laa tukhizna innaseenaa av-aktana rabbana vala tahmil alainaa Isran kamaa halmaltahu alallazeena min kablina rabbana vala tahammillana maalaatakatalana bih-va'-fu anna vagafiralana va-rah'mana a'nta moulana fan'surana alal koumil kafireen. There are lots of benifits reciting surah baqarah. which were explained in hadith.  surah baqarah is a protection from satan. if we recite last two verses of surah baqara continuously 3 days, evil retuns from the home. and it gets far away from the home. surah baqarah is the protection prom black magic too.  there are many more benifits

Surah after Namaz

  Surah after Salah/Namaz   Farz Surah yaseen Juz (22-23)   Zohar Surah iqlas 10 times Surah Dukhan juz (25)   Asar Surah Annaba juz (30) Magreeb Surah mulk juz (29) Surah Sajda juz(21)   Isha Surah Mulk Surah Rahmaan (27) Surah waqiya (27)   In between magreeb and Isha   Surah Sajda juz (21) Before sleeping Surah baqarah juz (3) Surah Mulk Surah al-Imaran last 11 verses(last 1 ruku) Juz (4)     Jummah Surah kahf juz(15-16) Surah Dukhan juz (25) (after zohar if possible)      Reading surah's after praying salah are much more effective. Allah has given much more benifits for reciting surah. If you cant able to read all these surahs in a day, you can make regular any one of in these surahs.      I personally read surah mulk after magreeb and s

Pragnent women in islam

Pragnent women (Hamila aurat)  Hamila aurat ka ajr aur sawab in hindi.   1.Agar aurat bacche ki rone ke wajah se soo naa sake to usko 70 Gulam aazad karneki sawab milta hai. 2. Bachho wali aurat ki 2rakat nafeel namaz, baigair bachho wali aurat ki 82 saal Ibadat se afzal hai. 3. Jo aurat bacche ko dudh pilaye, uski har gut ke badle ek neeki milti hai. 4. Ek haamila(pragnent) aurat ki 2 rakat namaz, baigair haamila aurat ki 80 rakaato se behtar aur afzal hoti hai. 5. Hamila aurat ki raat Ibadat me aur din roze me likha jata hai. 6. Aurat to ek baccha paida ho jaye, uske liye 70 saal ki namaz aur roza ke sawab likha jata hai. 7. Bachha paida hone me aurat jo taqleef bardash karti hai aur uski har dard me uski har ek aah me ek ek hajj ka sawab likha jata hai. 8. Jab baccha paida hone me aurat 40 din ke andar aurat ki inteqaal ho jaye to usko shahadat ka darja diya jaata hai. 9. Agar raat ko bachha roye, to maa baigair baddua diye usko dudh pilaye to usko shaheed ke barabar sawab diya jata

Hadees for women, auraton ke hadees

20 Hadees for muslim women (20 benifits for women) 20 benifits of muslim women 1. Ek neek aurat shohar se pehle Jannat me jayegi aur jannat ki hurose 70% haseen aur khoobsurat hogi. 2.  Agar aurat shohar ko "Allah" ke raste shohar ko khushi khushi se beje, aur Ghar me sabka khayal rakhe, wo aurat us mard se 500 saal pehle jannat me jayegi. aur 70,000 fariste aur huroon ke sardar hogi. usko Jannat me gusl diya jayega. aur yaaqud ke Ghode par sawar ho kar apne shohar ki intejaar karegi. 3. Ek neek aurat 70 mard auliya se behatar hai, aur ek badkaar aurat 1000 bure mardo se buri hai. 4. Agar aurat bacche ki rone ke wajah se soo naa sake to usko 70 Gulam aazad karneki sabab milta hai. 5. Bachho wali aurat ki 2rakat nafeel namaz, baigair bachho wali aurat ki 82 saal Ibadat se afzal hai. 6. Jo aurat bacche ko dudh pilaye, uski har gut ke badle ek neeki milti hai. 7. Jab aurat Ghar me jaadu dete vaqt Bismillah kehti hai, use Kaaba me jadu dene ki sabab milti hai. 8. Ek haamila(pragn

Islamic hadees

Beautiful hadith (hadees) Agar insaan Allah ke thode se rozi par raazi hota hai,  Toh Allah paak, uske thode se 'aamal' pe raazi hote hain. -Prophet Mohammad (w.a.w)