Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2021

Dua

❤ Dua :      Ye maabude haqeeq, aye Allah teri jaat tamaam aibose paak hai, ye sari duniya ke maaliq hai. tamaam jahano ko paida karne wala aye allah maa ke pet me se bachhe ko rizq pahochane wala aye Allah teri zaat badi paak hai, aye allah kis muh se teri bayaan karu? ye jubaan gunavo ke vajah se gandi ho chuki hai,dil sia ho chuka hai, aye allah teri tareef ke liye tamaam duniya ke darikta kalam ban jaye aur tamaam dunia ke samndar siyayi ban jaye teri tareef likte likte kabi katamna hogi mere moula.     Aye allah ham bahoot bade gunegar hain allah, khatakar hain. gunah karte gunavo ke samandar me dub chuke hain, yaa allah aap hame apne rehmat se rassi se bacha lijiye ya Allah hamare jahero baatin dil aur dimag ke gunako maf farma dijiye balke hamare maa baap bhai yo behano ke ristedaar k gunavo ko maaf farma dijiye, balke pure ummat ke gunavo ko ko maf kar dijiye.     Aye Allah jo kabro me dakhil ho chuke hain, aur jo hone wale hain, unke gunavo ko...

Islam

❤Information about Islam : Allah:  Allah ek hai, iska koi shareek nahi, uske alawa koi ibadat ke laayak nahi, hamesha se hai, hamesha rahega. sare maqluk usike paida ke gaye hue hain. wo sab ko roji deta hai. vahi marta hai, vahi jinda karta hai. Allah taala bada meharbaan hai. wo badi taqat aur quvat wala hai. Mohammed swallallahu alaihi wassalam: Wo allah taala ke khaas bande hai, aur uske mehboob hain. aur akhari Rasool hain. unke bad koi naya nabi na ayenge Allah taala ke baad maqlook me nabi sabse afjal aur bujurg hain. tamaam insan aur innat ke liye AAP nabi bana kar beje gae hain. inko allah taala ne bedari ki haalat me jism va jaan ke sath eek hi raat me makka se baitul muqdas, vaha se satve aasmaano aur jaha tak manjur ho le gya tha jannat va dhojak ki sair karayi thi. isko mehraj kehte hain. Quran majjid: Allah taala ka kalaam hai. Allah taala ne jibrel alaisallam ke jariye isko hamare nabi swallallahu alaihi vassalam par utara hai. iske alawa tourat, Injil, Jabur hazrat ...

5 kalimas of islam

 5 kalimas of islam Kalimaye taiyyaba Kalimaye shahadat Kalimaye tamjeed Kalimaye tohid Kalimaye radde kufr 1. Kalima Taiyyaba:  Laa ilaaha illallah mohammadur rasool-lullah. swallallahu taala alaihi vassalam. Tarjuma: Allah ke siva koi maabud nahi, mohammed sallallahu tala alaihi vassalam uske rasool hai. 2. Kalimaye shahadat:   Asha-hadu allah ilaha illallahu va-ashadu anna mohammeddan abduhu va-rasool hu. Tarjuma: Me gavayi deti hu ke allah ke siva kooi maabud nahi, aur me gavayi deti hu ke mohammed sallallahu alaihivassam uske bande aur uske rasool hai. 2nd kaliima 3. Kalimaye Tamjid: Subhahanallahi valahamdulillahi vala ilaha illallahu vallahu akabar. vala houla vala kuvvat hillah billah hil aliyul azeem. Tarjuma: Allah paak hai, aur tamam tareefe allah hi ke liye hain, Allah ke siwa koi maabud nahi, aur Allah sabse bada hai, aur gunaon se bachne ke taqat aur neek kaam karne ki quvat sirf alah hi ke taraf se hai. wo aalishan aur azmat waala hai. 3rd kalima 4.Kalimaye...

Surah mulk in english

 Surah mulk in english words Tabaarakallaji biyadi hil mulk vahuva a'la kuli shai-in kadeer. Allazi kalakal mouta val hayaat liyab-luva kum ayyukum ah'sanu amal vahuval a'jijul gafur. Allazi kalaka saba'a samaavaati tibaka maa tara fee kal-kir-rahmaani min tafaaut farzi-i'll basar hal-tara min futoor. Summa-rji-il basara karratainiyan kalib ilaikal basaru khasi-anv vvahuv haseer. valakad jaannas-sammaaa adunya bimasa bih'- vaja-alnaaha rujumal-lishayaateeni va'a'tadana lahum ajabas-sayeer. valillazeena kafaru birabbihim ajabu zahannam va-bisal-maseer. Ijaa ulku feeha samiuu' laha shahikanv-vahiya tafur. Takaadu tamaiyyaju minal gaij jullama ulkiya feeha foujun sa-alahum khajanatuha alam ya'tikum najeer. Kaalu bala kad'jaaaa anaa najeer fakajjabna vakulna maa najjalallahu min shai-in in antum illa fee dalaalin kabeer. vakaalu lav kunnaa nasma'u av-nakilu maa kunna fee as'haabisssa-eer. innallajeen yakhshouna rabbahum bilgaibi lahum mma...

Surah al imran last 10 verses in english

Surah al imran last 10 verses in english word Bismillah-hirrahaman-nirrahim  Innaa fi-kalakis-samavati val-ardi vakhtilafi-lillahi vannahaari la-yaati - lliulil albaab. Allazeen yajkaroona-llahu kiyammanv vaku-udanv A'laa junubihim va-yatafakkaroona fi-khalafis-samavati val-ard rabbana ma khalak-ta hajabatil subahanak fakina Ajabannar. Rabbana innak mantud-khilinnara fakad akh-jaitahu vama lijwalimeen min-ansaara. Rabbana innaka samee'na munadiyani yunadee li-leemaani in-aamanu bi rabbikum fa-aamanna rabbana fagfirlana junubana vakakkir anna saiyyi aatina vatavaffana ma-al abraar. Rabbana va-aatina ma-va-a'dttana ala-rusoolika vala tukjeena youmal kiyaamat innaka la tukliful miyyad Fastajaab lahum rabbuhum anni laa uzeeuu a'mal aa'milimm min-kum-min jakari av unsha baa'dukum-minmba'di fa-allazeena haajaru va-ukhriju min diyarihim va-uju fi sabili vakaatalu va-katilu la-ukaffirruna anhum sayi-aatihim vala-ud khilanna hum zannatin tazree min-tahihal  an-an-haa...

last 10 surah of quran

Last 10 Surah of Quran Surah Al-fil Surah Al-kuraish Surah Al-maun Surah Al-Kousar Surah Al-kafiroon Surah An-Nasr Surah Al-Lahab Surah Iqlas Surah Falak Surah Nas   Al-fil Alam tara kai'fa fa'ala rabbuka bi-asa'habil feel Alam yaj'al kaida hum fi  tadleel va-arsala alaihim tairan ababeel tarmihim bihijaaratim-min sijjil Faja'alahum Ka'asfihim ma-kool. Kuraish Li ilaafi kuraish Eelafihim rihal tashitaaa ee-vaswaifa falya'abudu rabba haajal baith Allazi ata aamahum min-junv inv va aamanahum min kauf. Al-Mau'n Ara-aitallazi yukazzibu biddin faza'aali kalldzi yad-ul-yateem vala yahuzu a'la ta'mil miskeen fawailullill mussallin alajeena hum-an salatihim sa-ooon allazeena hum yura-ooona va yamna unal ma'un. Al-kousar Inna aa'twaina kal kousar fasalli li rabbika van har. Inna shaani aka huwal abtar. Al-Kaafiroon Kul ya ayyuhal kaafiroon laa a'abudu maa ta'abudun vala ana aabiduna maa aa'bud vala antum aabiduna maa a'badttum ...

40 hadees

❤ Huzoor Akdas swallallahu alaihi vassalam ne irshad farmaya ummmat ki chalis hadees yad karne vala meri shifat ka hakdar hoga. Subhah ka vaqt ka sona rizq ko rok deta hai. Baat karnese pehle salam karo. Paaki Iman ka hissa hai. Vaju namaz ki kunji hai Namaz deen ka sunnat hai Dua Ibadat ki magj hai Quran ka tilavat karna behtareen ibadat hai Roti ki Izzat karo Bajar me khana halke pan ki nishani hai Paani dekhakar piya karo Ilme deen hasil karna har mard aur aurat par farz hai Haya iman ka Juz hai Saaf sutara raho, kyun ki Islam saaf sutara majhab hai Maa ke kadmo me Jannat hai Paap jannat ka darwajo me se bich ka darwaja hai Chacha ka martaba baap ke barabar hai, Khala ka martaba maa ke barabar hai Padosi ka bi haq hai. Jo bado ki Izzat nai karta wo ham me se nahi hai. Ek musalman dusare musalmaan ka bhai hai. Achhi baat karna neeki hai Jisne badjubani ki usne julm kiya Kush kalki aada deen hai Jo raham nahi karta, uspe raham nahi kiya jaata Maap karna badi doulat hai Jo gurur karta ...

surah baqarah last 2 ayat ki fazilat

  Surah baqarah padhne ke fayde Surah baqarah ke aakhari 2 aayate padne ke fayde. Jo shaqs Sure baqarah ki aakhari 2 aayate rat ko padlega wo har Shar aur makar se mehfooz rahega. Sure baqar ki akhari 2 aayate jis ghar me padi jati hai, us ghar me 3 din tak shaitaan ghar ki kareeb nahi ayega. Rat sone se pehle sure baqar ki aakhari 2 aayate padne wale har aafat se mehfooz rehta hai. Sure baqar ki aakhari 2 aayate Jadu ki asar kam kanrne k liye taseer hai. Jis Ghar me 3 raato takk sure baqar padi jati hai us ghat se shaitan bhag jata hai. Sureah baqarah ki Akhari 2 aayat padkar jo hazat mange puri ho jati hai. Jo shaqs ye Akhari 2 aayate padega, use mangi hui cheej jarur di jayegi. Suratul baqara arsh k niche se khas khajane se najil hui hai. Rasool (s.a.w) ko di hui khas toufa me se surah baqar dusara hai(akhari 2 ayate). Jo shaqs ise padne ki aadat banalega use wo 2 ayate kafi hai. Surah baqarah ke akhari 2 aayate rasool swallallahu alaihi wassalam ko mili hui khas toufe me se e...

surah baqarah last 2 verses

  Surah baqarah last 2 verses surah baqar last two verses   Amanarasoolu bimaa un'jil ilaihi min'rabbihi val-muminoon. Kullun aaman billahi va-malaaaayikatihii va-kutubihee va-rasookihi la-nufafarriku baina ahadim mir-rasoolih va-kaalu sami'na va-at'ana gufaranaka rabbanaa va ilaikal maseer.      Laa yuka-llifullahu nafasan illa us'aha laha maa kasabat va alaikha maktasabat rabbanaa laa tukhizna innaseenaa av-aktana rabbana vala tahmil alainaa Isran kamaa halmaltahu alallazeena min kablina rabbana vala tahammillana maalaatakatalana bih-va'-fu anna vagafiralana va-rah'mana a'nta moulana fan'surana alal koumil kafireen. There are lots of benifits reciting surah baqarah. which were explained in hadith.  surah baqarah is a protection from satan. if we recite last two verses of surah baqara continuously 3 days, evil retuns from the home. and it gets far away from the home. surah baqarah is the protection prom black magic too.  there are many more benifits...

Surah after Namaz

  Surah after Salah/Namaz   Farz Surah yaseen Juz (22-23)   Zohar Surah iqlas 10 times Surah Dukhan juz (25)   Asar Surah Annaba juz (30) Magreeb Surah mulk juz (29) Surah Sajda juz(21)   Isha Surah Mulk Surah Rahmaan (27) Surah waqiya (27)   In between magreeb and Isha   Surah Sajda juz (21) Before sleeping Surah baqarah juz (3) Surah Mulk Surah al-Imaran last 11 verses(last 1 ruku) Juz (4)     Jummah Surah kahf juz(15-16) Surah Dukhan juz (25) (after zohar if possible)      Reading surah's after praying salah are much more effective. Allah has given much more benifits for reciting surah. If you cant able to read all these surahs in a day, you can make regular any one of in these surahs...

Can I perform namaz after shining my nails not by nail polish but by using nail shiner?

  Can we perform namaz after shining my nail? Nail shiner      In islam there is nothing prevents about nail polish but, while praying salah you can't apply nail polish or something to nails accept mehandi. The reason behind this is to not accepting your wadu. if your wadu is incomplete with applying nail shinner then how it can be allowed.      Basically with nail shiner your wadu is incomplete, If your wazu become incomplete your namaz also not be accepted. so its better to avoid nail shinner polish and chemical mixed mehandi to nail. Is artificial jewellry allowed in islalm?

surah baqarah last 3 ayat

❤  Surah baqarah last 3 ayat Surah Baqarah      Lillahi maa fis-samavaati vamaa fil-ard. va in-tubduu maa-fi an-fusikum av tukfuhu yu-haasibkum billahi. fa-yagfiru lima'n yashaaaau va-yuazzibu man'yashaaauu vallahu alaa kulli shai-in kadeer.      Amararasoolu bimaa un'jil ilaihi min'rabbihi val-muminoon. Kullun aaman billahi va-malaaaayikatihii va-kutubihee va-rasookihi la nufafarriku baina ahdim mir-rasoolih va-kaalu sami'na va-at'ana gufaranaka rabbanaa va ilaikal maseer.      Laa yukallifullahu nafasan illa us'aha laha maa kasabat va alaikha maktasabat rabbanaa laa tukhizna innaseenaa av-aktana rabbana vala tahmil alainaa Isran kamaa halmaltahu alallazeena min kablina rabbana vala tahammillana maalaatakatalana bih-va'-fu anna vagafiralana va-rahmana a'nta moulana fan'surana alal koumil kaafireen.

ramadan 2021

❤  Wish you happy ramdhan in advance "Happy Ramdan in advance" 🎉 🎊 🎉 to you and your family. May Allah shower his countless blessings upon you.. May Allah keeps you always happy and healthy may your all wishes and dreams comes true. ameen ❤️ HAPPY RAMDAN IN ADVANCE ONCE AGAIN ❤️ 🎊🎊🎊🎊

Ramadan sunnah

❤ Ramadan Sunnah ❤     Ramdan aslo spelled as Ramzaan. Ramdan comes 9th month of the Islamic calender This is the full of pasting and purity month. Fasting is one of the five piller of islam the other pillers are Faith, prayer, charity and Hazz. Salah ,must be performed 5 times in a day, Roza is compulsory in Ramdan month axcept those ramdan sunnah's are below. Obligatory prayer:   The daily obligatory prayer collectively from second of the five pillers of  Islam. You must pray salah fazr, dhohar, Asar, magreeb, Isha. you can not skip prayers. skiping prayers is the most big mistake in islam..without praying 5 times salah your sunnah will not be accepted. Reading Quran: Completing Quran in Ramdan month is one kind of  sunnah in islam. if you know how to read Quran you must complete once in Ramdan and twice in a year. if you dont know the reading you can try to learn Quran. Praying Tarahweeh: Tarahweeh is a king of sunnah for a muslim. it must be prayed after...

Things to do on jummah

 ❤ 10  Things to do on jummah ❤ Jummah sunnah 1. Using miswaak is one of the more benificial on Jummah, clean teeth with miswak. 2. Cut your nails 3. Take complete head bath(gusl) 4. wear clean dress 5. Apply oil, perfume (without alcohol) 6. Read surah Al-Khaf 7. Pray salah 8. Send darood on Phrophet mohammed (s.a.w) 9. Read tasbeeh's 10. Make lots of dua Jummah mubarak photos

100 names of allah

 ❤ 100 Names of ALLAH Ya-Allahu AL-Haqq AR-Rahmaan AL-Waqeel AR-Raheem AL-Qawiyy A-Maleek AL-Mateen Al-Quddus AL-Waliyy AS-Salam AL-Hameed AL-Mumin AL-Mushee AL-Muhaymin Al-Mubdi AL-Azeez AL-Muid AL-Zabbar AL-Muhyee AL-Mutakkabir AL-Mumeet AL-Khalik AL-Hayy AL-Baari AL-Qayoom AL-Mussavvir Al-Wajid AL-Gaffar AL-Maajid AL-Qahar AL-Waahid AL-Wahab AL-Ahaad AR-Razzaq As-Samad AL-Fattah AL-Qadir AL-Aleem AL-Muqtadeer AL-Baasit AL-Muqaddim AL-Khafidh AL-Mu’aKhir AR-Rafi AL-Awwal AL-Q...